IAS ME KAISE SAWAAL PUCHE JAATE HAIN ? (How are question asked in IAS ?)
Hello dosto ,Aaj ki blog me ham aapko (IAS) Me puche jaane wale sawaal ke bare me batane wale hain ki hamko (IAS) me kaise sawaal puche jaate hain Hamko (IAS) me phale likhit me paper diya jaata hai aur phir hame muh se sawal puche jaate hain jisko ham interview khate hain .
1. IAS me likhit me hamko kaise sawaal puche jaate hain.
INDIAN ADMINISTRATIVE SERVICE (IAS) me hamko kuch knowledge se jode aur maths ki bhi question puche jaate hain . Hame knowledge ke andar science,math ,sst ye sabhi subjects aate hain.
Science :- science me Kahan se sawaal aate hain science me lessons ke bich se sawaal aur kuch lesson summary aur excercise se question puchte hain. Halaki hamne ek blog me (lAS) Ki tayari kaise karen aur en sabhi question kaise padhe ek blog me ham eski pure jaankari aache se diye hain. usko aap jakar dekhen. To hamne aapko bata diya science me kaise question puche jaate hain.
Math :- Ab ham aapne math ke subject ki baat karte hain ki math ke subject me hame kaise sawaal puche jaate hain math me hamko jyada se jyada objective questions puche jaate hain. Aur thodi bahut se solve karne wale sawaal puche jaate hain . Likin math me objective sawaal jyada puche jaate hain.esko kaise padhen . Hamne esko bhi ek blog me pura bataya hai jakar us blog ko dekhein aapko eske bare me pure jaankari mil jaayegi .
Sst :- Ab ham aapko sst (SOCIAL STUDIES) ke bare me batate hain sst ke andar chaar subject aate hain Economic, civics, Geography, History ye sab subject sst ke andar aate hain.
AB HAM SST KE ANDAR AANE WALE SUBJECT KE BARE ME JAANTE HAIN.
1.Economic :- economic me hamko kisi bhi chij ke aarthik sthiti ke baare. Me hamko bataya jaata hai esme bhi kuch question aapne se bana ke diye jaate hain aur ye question book ke andar se aur chapter ke bich se aur excercise se bana ke diye jaate hain. Ham enko aapne (IQ) Ke madat se likh sakte hain.eske baare me bhi hamne ek blog me likh kar aache se bataya hai aap jakar usko aapko eski bhi pure jaankari mil jaayegi .
2.civics :- ab ham aapne subject civics ki baat karte hain. ham civics ko khate hain civics me hamko Nagar aur nagrikta se jode se sawaal puche jaate hain.ab top aap bhi samajh gaye honge ki civics me kaise sawaal puche jaate hain. Civics me hamko same jaise other subject me bhich se koi bhi question utha ke aapke paper me diya jaata hai vaise hi Same aapko esme sawaal puche jayenge. Hamari blog me jaake esko bhi aap pure tarike se jaan aur samajh sakte hain.
3.Geography :- ab ham apne subject geography ki baat karte hain es subject me aap ko ham jahan rahate hain prathvi ke bare me aapko pura gyan hona chahiye aur hamko es subject me desh, videsh kaise kiski Kahan tak kya jagh hai eska bhi thodi bahut gyan jarori hai aise prashn bhi aapko puche jaa sakte hain. eske bare me hame ek blog mein pure tarah se bataya hua hai aap hamare us blog me jaakar eske puri jaankari le sakte hain.
4.History :- Ab ham history ki baat karte hain ki es subject me hame kaise aur kahan se question puche jaate hain es subject me hamko kisi ki bhi history ke bare me likhne ko bol diya jaata hai aur IAS me esko objective me bhi pucha jaata hai ham ko es subject mein kisi ke bare mein bhi puch liya jaata hai es subject mein bhi same sab subject ki tarah koi bhi question khai se bhi puch liya jaata hai .eski bhi pure jaankari ek blog mein di gayi hai jakar aap usko dekhen.
2.Ab ham apne dusre IAS me mukhik puche jaane wale sawaal ke bare me baat karte hain.
IAS me esko hamare IQ level ke dwara hal kiya Ja sakta hai esko ham bahut aachi tarike se samajh ke jaana patha esme hamko confidence ki jaroorat hoti hai esme hamse IAS aadhikari aamne samne sawaal puchte hain . Es pariksha me hamara IQ level check kiya jaata hai . Yah paper thodi tuff hota hai . Likin ham eske puri tayari kar ke jayen to yah hamse baan jaata hai .
1 Comments
Nice
ReplyDelete