Namaskar ,dosto swagat hai aapka hamari blog mein aaj ham aapko es blog mein ias ke general knowledge questions ki tyaari kaise kare batane wale , to aap hamari blog mein bane rahea.
IAS mein hame general knowledge question tyaar karne ke liye hame general knowledge ke book me hame phale kuch important question padhen ham jab bhi question padhen to usme se bich ke topic se padhen ham jab bhi general knowledge question padhe to ek dam mind free hokar padhen aur hamare dimak mein koi bhi tensatio nahi hone chahiye .
GK ke question ko ham kaise yaad rakh sakte hain ?
(How can we remember the question of GK ? )
Aaye ab ham apne topic ke aur padte hain
Ham GK ke question kaise yad kar sakte hain jab ham question padhe to ek dam ekak chitra hoke padhe aur ekant jagah me padhen jisse hamko koi disturb naa kare ham paach aise pade to hamko questions jaror yaad ho jayenge aur jab hamko questions yaad kare to hamko rooj jo bhi questions yaad kiye hai to hamko rooj same en question ko repeat karna hai jisse ham ye question yaad rahe ye question hamko target bana ke yaad karna jaise ham har din panch question aur aapne hisaab se target bana ke rooj watane hi question yaad kare jitna hamne target banaya hai aur phir dhere dhere aap apne target ko badah bhi sakte hai jisse aapko general knowledge ke questions yaad karne me asani jaayegi aur aapko questions bhi jalde yaad ho jayenge GK question yaad karna asaan bhi hota hai GK question yaad karna esliye asaan hota hai kyunki Gk questions mein kuch majedar sawaal rochak aur chokane wale bhi sawaal padhne ko milte hain jisse ye sawaal aur enke utar hamare dimak mein bhaite jaate hain jisse hamko GK ke question yaad karna aasan ho jaata hai . GK ke question padhne me hamko maja bhi aata hai aur ham choank bhi jaate hai esliye Gk ke question jaldi hamko yaad bhi ho jaate hain Gk ke question padhne se hamara dimak bhi tej chalta hai aur Gk ke question padhne se hamko other other chijo ka bhi knowledge milta hai jaise ki hamko sports , nature , Beast , aur other jijo ka bhi knowledge milta hai .
GK ke question yaad karne ke bahut tarike hai
1.ham question ko kevel read karke bhi padh sakte hain
2.ham en question ko maja le ke bhi padh sakte hain
3. Ham en questions ko apne dosto saath shayer karke bhi padh sakte hain
4. Ham en questions ko apne se dimak laga kar bhi yaad kar sakte hain
Ham en char tariko se bhi apni GK ke question yaad kar sakte hain .
Aaye aur ham upsc ke bare me baat karte hain.
1. Union public service commission me ham ko kaam karne ke liye bahut knowledge Ki jarorat hai .
2. Jisme IAS bhi ek post hai jo badi post mani jaati hai jiska har vyakti ka samna hota hai IAS me jane ka to ham esme kaise jaa sakte hain dekhiye dosto Aapko agar UPSC gain karna hai to aapko ek aachi tution join kare aur apna time table bana kar rakhe aur us time table se aap everyday padhen aur jaise hamne aapko phele he bataya hai ki aap apna ek target bana kar rakhen ki hamko etne question roj yaad karna hai jisse ham IAS ki tayari aache se kar sakte hain.
3.IAS me main subjects ke question puche jaane wale general knowledge question ( GK ) , general science question (GS ), Mathamatics ke question ,
4.Abhi hamne to general knowledge ki baat kare thi ab ham general science ki baat karte hain hame general science ye bhi hamare liye watana hi assan hai jitna general knowledge wo kaise aaye ham aapko batate hain jaise general knowledge mein general question puche jaate waise esme bhi general question puche jaate hain Lekin en sab ka topic alag hota hai usme knowledge ke bare mein pucha jaata hai aur esme science ke bare mein pucha jaata hai. Ab ham en question ko kaise padh sakate hain en question ko ham jaise abhi hamne aap ko GK ke question yaad karne ko bataya tha waise hi enko bhi target bana ke esko bhi yaad kar sakte hain. Kyunki ye bhi ek tarah se general hi knowledge jaise subject hai . Esliye ham esko use general knowledge ke tarike se yaad kar sakte hain.
5.Aaye ab ham aapko math ke bare me batate hain jo Kai logo ke liye bahut kathin subject hota hai to aaye hamko batate ki aap es math ki subject tyaari kaise kar sakte hain.
Es subject ke andar kai prakaar ke sawaal aate hain jaise geomatray , trigonometry, probalitiy ,surface areas and volumes , number line , angles proof karna etc aate hain ab aap yah soch rahe honge ki ye sab kaise padhna hai es sab ko hamne jaise alag alag baant ke bataya hai waise aap enko apne hisaab se baant kar padhen . Aur math hamesa aise hi nahi banti math ke liye hame usko jyada se jyada samajhna padega aur math jyada se jyada solve karne se bante hai esko aap apne hisab se samay nirdharit karke math jaror solve karen jise aapko math jaror bane lagege halaki hame UPSC ya kisi bhi compterive exam mein aapko hamesa yah jyada se jyada objective tariko se punche jaate hain. Phir bhi aapko en ko solve karke answere batana patta hai esliye hamne aap ko solve karne ka tarika bataya hai .aur ham enko jitna jyada se jyada solve karenge hamara utana dimak tej hoga.
Hamne IAS ke bare me apni eski pahele wali blog me aur bataya hua hai . Aap hamari website jakar esko aache se aur dekh sakte hain un blog ko padheye aapko jaror IAS ka kuch knowledge milega .
Agar aapko hamari blog ki jaankari aachi lage to please aap ese tarah hamari blog me bane rahen .Aur ese tarah aachi aachi knowledge aur jankariyan ke liye hamare blog me bane rahen.
🙏Dhanyawad 🙏
0 Comments