sarkari Naukri ke bare mein aur pure jaakari ( More complete information about goverment job )
Hello, dosto swagat hai aapka hamari blog mein aaj ham aapko es blog mein pure goverment job ki information denge. Ham apni es blog mein sabhi tarah ke topic ko cover karenge. Sarkari Naukri ke bate me janane ke liye aap hamare blog ko pura padhen.
Cover this topic in this Blog.
1. Union public service commission (UPSC )
2. Staff selection commission ( SSC )
1.union public service commission
Union public service commission ke andar aane wale kuch naukariyan.
( Some of the jobs coming under the Union Public Service Commission )
1.INDIAN ADMINISTRATIVE SERVICE (IAS )
2. INDIAN POLICE SERVICE ( IPS )
3. INDIAN FOREST SERVICE ( IFS )
4. INDIAN REVEUNCE SERVICE ( IRS )
5. INDIAN FOREGION SERVICE ( IFS )
6. INDIAN ENGINEERING SERVICE ( IES )
7. STATE WISE ( SW )
1.INDIAN ADMINISTRATIVE SERVICE (IAS )
Chaliye ham baat karte hain. Ki IAS mein kya kaam hota hai IAS mein sarkaar dwara jitne bhi aadesh dete unki apne chetra mein lago karwana hota hai IAS mein sarkaar ko kanon banane mein bhi madat karta hai. Aaye ab ham IAS ki salary ki bare me batate hain IAS ki salary post wise milte hai IAS mein aur sadhyam ki shiksha ghar aur rahene khane ki bhi full facility milte hai IAS mein hame samaan bhi milta hai.
2.INDIAN POLICE SERVICE ( IPS )
Chaliye dosto ab ham aapko indian police service ke bare me batate hain IPS officer ka kaam latai chahte ko band karvana aur jagah jagah me santi bansye rakhane ka kaam hota hai IPS mein hame bhi suvidha sarkaar ki taraf se sabhi suvidha pradaan karayi jaate hai. Indian police service me hame post ke hisaab se salary milte hai .
3.INDIAN FOREST SERVICE ( IFS )
Chaliye doto ab indian forest service ki baat karte hain ye bhi IAS, IPS ki jaise hi esko bhi badebpost mana jaata hai es pariksha ko UPSC cunduct karvata hai aaye ham jante hain ki es pariksha ko paas karne ke liye hamare pass kya eligibility hone chahiye hame eski pass karne ke liye van vigyan , pashu vigyan me hame graduate hona chahiye aur hume pashu aur pedh padu ke bare me jaankari bhi hone chahiye. Es service mein bhi hame apni yogya ke anusaar post milte hai.es servic mein hame achi suvidha bhi milte hai.
4. Chaliye dosto ab ham IRS officer ke bare mein baat karte hain IRS service mein kya kaam hota hai ? Esko bane ke liye kya karna pata hai ?
IRS officer bane ke liye hame union public service commission ke dwara paper ko pass karna patata hai Hame irs bane ke liye kisi bhi subject se graduate hona chayiea. Aaye ab ham IRS ke department ke bare mein baat karte hain .
IRS ke department do tarah ke hoye hain
1. IRS ( IT ) ( Direct tax authority)
2. IRS ( cce ) ( indirect tax authority )
Jitbe bhi log union public service commission ko pass karte hain unhe lbsna mein training ke liye jaate hain direct tax wale Maharashtra nagpur mein jaate hain aur indirect tax wale Haryana ke Faridabad mein jaate hain.IRS ka kaam kale dhan ka chamch karna bhi hota hai
Aaye ab ham IRS ki salary ke bare mein baat karte hain IRS officer ki salary enko apne posk ke anusaar milte hai IRS mein salary acchi milte hai .
5. INDIAN ENGINEERING SERVICE ( IES )
Ab ham indian engineering services ke bate mein baat karte hain. IES officer bane ke liye hame IES mein hame mechanical ke bare mein hame thodi jaankari hona jaroori hai. IES officer mein hame sarkaar ka mechanical kaam karna hota hai esme hamko kisi bhi subject graduate ho sakte hain Lekin hame esme mechanical engineering ka gyan hona jaroori hai . Esme bhi hamko achi salary milte hai .
6. STATE WISE
Dosto kya aap ko pata hai ki mai aapko State wise government job ke bare mein kya bata raha hun main eske andar bahut si naukariyan aati hain eske mppsc ( Madhya Pradesh public service commission ) use tarah sabhi state mein bhi aise naukariyan vibhajit hain. Esme bhi hamko salary achi milti
2. Staff selection commission ( SSC )
Chaliye dosto ab ham staff selection commission ke bare mein baat karenge.
Staff selection commission ke andar aane wale naukri
( Jobs under Staff Selection Commission )
1.SSC-CGL ( Staff selection commission - combined Graduate level )
2.CPO ( Central police organization )
3. SSC-JE ( Staff selection commission - junior engineer )
4.SSC - CHSL ( Staff selection commission - Combined higher secondary level )
5. STENOGRAPHER
chaliye dosto ab ham en sabhi SSC ke antargat aane wale naukriyun ke bare mein padhate hain.
1.SSC-CGL ( Staff selection commission - combined Graduate level )
Aaye ham baat karte eske andar aane wale naukriyun ke bare mein
1. Inspector in income tax
2.central exise department
3.sub inspector in CBI ( CBI )
4. Assitant
5. Divisional accountant
6 . Auditor junior accountant UDC
7. Assistant in central vigilance commission
8. Ministry of railways
9. Ministry of external affairs
10. Intelligence bureau
11. Tax Assistant ( CBI and CBEC )
Es exam ko Student bhi de sakte hain ye exam char stage mein cunduct karvaya jaata hai.
Tear 1 ,Tear 2 , Tear 3 aur Tear 4 en char stage mein cunduct karvaya jaata hai.
Tear 1 , Tear 2 aur Tear 3 sabhi eski kar sakte hain . Lekin Tear 4 jise computer typing bante hai usi ke liye hai .
2.CPO ( Central police organization )
Ab ham SSC ke andar aane wale naukri cpo ke bare mein baat karte hain eka pura naam centeral police organization hai. Aaye ham jante eske andar aane wale Naukri ke bare mein .
1. Sub inspector in CAPF
2. Assistant sub inspector ( ASI ) in CISF
3. sub inspector make in delhi police ( SI )
4. Sub inspector in BSF
5. Sub inspector in ITBP
6. Sub inspector in CRPF
7.sub inspector in SSB
Hamko ye naukri karne ke liye qualification Bachelor degree hone chahiye .
3. SSC-JE ( Staff selection commission - junior engineer )
Ab ham SSC- JE ( Staff selection commission - junior engineer ) ki baat karte hain ye bhi naukri SSC ke andar hi aati hai . Esme civil electrical branch aati hai . Esme engineering , electrical ki post aati hai . Aaye ab ham eski qualifications kya hone chahiye . Esme candidate ko mechanical se diploma ya B.tech hona chahiye.
4.SSC - CHSL ( Staff selection commission - Combined higher secondary level )
SSC - CHSL ( Staff selection commission - Combined higher secondary level )
SSC ka bhi ye ek part hai eske andar bhi kayi post aati hain. Chaliye ab ham en post ke bare mein jante hain
1. Postal Assistant
2. Sorting Assistant
3. LDC ( lower division clerk )
4. DEO ( Data entry operator )
Jaise post eske andar aati hai . Aaye ab ham jaante hain eske kya qualifications hoti hai. Esko eligibility entermited hai . Esko sabhi log kar sakte hain .
5. STENOGRAPHER
STENOGRAPHER mein grade C and D aate hain . Esme mein typing ka kaam hota hai . Eski qualifications typing honi chahiye rigining english ka test hota hai .
Aapko hamari jaankari kaise lagi comment mein bataye .
0 Comments